Monday, July 9, 2018

Ahmed Faraz Poetry 2 Lines Free





sad poetry in urdu


Jis Simt Bhi Dhaikho Nazar Ata Ha Kay Tum Ho
Ah Janay-e-Jahan Ya Koi Tum Saa Ha Kay Tum Ho


sad poetry in urdu


Jo Zahar Pi Chuka Hon Tumhi Nay Mujhay Diya
Aab Tum Tu Zindagi Ki Duaien Mujhay Na Do



sad poetry in urdu


Zindagi Say Yahi Gila Ha Mujhay
Tu Bohat Dair Say Mila Ha Mujhay


sad poetry in urdu


Aab Taray Zikar Py Hum Bat Badal Daitay Hai
Kitni Rughbat Thi Taray Naam Say Pahlay Pahlay


sad poetry in urdu


Shaid Tu Kbi Pyasa Meri Taraf Lout Aye Faraz
Ankhon Mein Liya Phirta Hon Dariya Teri Khatir 


sad poetry in urdu


Kon Parshan Hota Ha Tairay Gum Say Faraz
Wo Apni Hi Kisi Bat Py Roya Hoga



sad poetry in urdu



Dost Bun Kar Bhi Nahi Saath Nhibhanay Wala
Wohi Andaz Ha Zalim Ka Zamanay Wala 


sad poetry in urdu



Aaisi Tariqiya Ankhon Mein Basi Hai Kay Faraz
Raat Tu Raat Ha Hum Din Ko Jalatay Hai Charagh 



sad poetry in urdu



Is Say Pahlay Kay Bay-Wafa Ho Jaye
Kiu Na Aah Dost Hum Juda Ho Jaye



sad poetry in urdu



Tu Samnay Ha Tu Phir Kiu Yaqeen Nahi Aata
Ya Bar Bar Jo Ankhon ko Mil Kay Daikhtay Hai 



sad poetry in urdu


Is Duniya Mein Kon Karay Wafa Kisi Say Faraz
Dil kay Do Haroof Wo Bhi Juda Juda 



sad poetry in urdu



Koi Khamosh Hojay Tu Tarap Jatay Hai Faraz
Hum Khamosh Howay Tu Kisi Nay Haal Tak Na Pocha 



sad poetry in urdu



Aab Tu Hamay Bhi Tark-e-Marasim Ka Dukh Nahi
Par Dil Ya Chahta Ha Kay Aaghaz Tu Karay 



sad poetry in urdu



Kisi Say Juda Hona Agar Itna Aasan Hota Faraz
Tum Jism Say Rooh Ko Lainay Kbi Farishtay Nahi Aatay 



sad poetry in urdu



Mujh Say Kahti Ha Tairay Sath Raho Ghi Faraz
Bohat Pyar Karti Ha Mujh Say Udassi Meri



sad poetry in urdu



Rooth Janay Ki Aada Hum Ko Bhi Aati Hai Faraz
Kash Hota Koi Hum Ko Bhi Mananay Wala






Usay Tarasha Kay Heera Bana Diya Hum Nay Faraz
Magar Aab Ya Sochtay Hai Usay Kharidein Kasay






Dil Ka Dukh Jana Tu Dil Ka Masla Ha Par Hamay
Us Ka Hans Daina Hamaray Haal Py Acha Laga






Guftagu Achi Lagi Zooq Nazar Acha Laga
Mudatoon Kay Bad Koi Hum Safar Acha Laga






Muntazir Kis Ka Hon Tooti Hoi Dahleez Pa Main
Kon Aye Ga Yaha Kon Ha Anay Wala






Tairay Hotay Howay Aajati THi Sari Duniya
Aaj Tanha Hon Tu Koi Nahi Aanay Wala






Kisi Bay-wafa Ki Khatir Ya Janon Faraz Kab Tak
Jo Tumhay Bhula Chuka Ha Usay Tum Bhi Bhool Jao





Ik Pal Mein Jo Barbad Kar Daitay Hai Dil Ki Basti Ko Faraz
Wo Loog Dhaiknay Mein Aksar Masoom Hotay Hai





Related Searches:


SHARE THIS POST   

0 Comments
Comments

Read Comment Policy
We have Zero Tolerance to Spam. Chessy Comments and Comments with Links will be deleted immediately upon our review.